Lychee Ke Fawaid - Litchi Benefits in Urdu

Lychee (Litchi) Khane Ke Fawaid:

Litchi benefits in urdu hindi
Litchi benefits in urdu hindi
Lychee sard tar mizaj rakhne wala khush zayka phal hai. Kam hujam wale, Khobsorat aur lateef asar rakhne wale phalon mein shumar hota hai.

Dekhne mein to yeh phal aik mamoli sa phal dekhaye deta hai lekin zayke ke aitbar se apni misal ap hai. Lychee ko thori thori mikdar mein khana chahye.


Related Video:

What Happens In Your Body If You Eat Lychee Fruit Daily


Lychee ki bari khobi yeh hai keh yeh khon ki mikdar mein izafa karti hai. Es ke ilawa payas ko bhi bujati hai.

Dil aur damag ko mazboot tar karti hai. Lychee ko kabi kabar khana he behter hai kuen ke yeh dair se hazm hoti hai.

Note:
Es ka rozana istemal kesi tarah bhi munasib nahin hai.


Related Video:

Lychee Ke Fawaid Lychee Ke Faide Lychee Health Benefits In Urdu


Popular posts from this blog

Claim insurance For Car

Real Lawyer Reacts to Dhar Mann

Paan Khane Ke Fayde Aur Nuksan - Betel Leaf Benefits in Urdu/Hindi