Kishmish Ke Fayde - Raisins Benefits in Urdu/Hindi

Kishmish (Raisins) Ke Fawaid:


raisins benefits in urdu/hindi
raisins benefits in urdu/hindi
Kishmish khas kisam ke angoron se tayar ki jati hai. Es ki 2 kismain hain jo keh surakh aur sabz hain.
Sabz kishmish (raisins) behter hoti hai.

Kishmish mizaj ke aitbar se garam tar hai. Damag aur Baah ko takat puhnchati hai. Khon ko saf karti hai aur barh'hati hai.

Kishmish takat bakhash aur qadre kabz kusha hai. Khansi, zukam, Damah, chichak aur khasra wagaira mein faidamand hai.