Kharboza Ke Fayde - Melon Benefits in Urdu/Hindi

Kharboza (Melon) Ke Fawaid:

melon benefits in urdu hindi
melon benefits in urdu hindi
Kharboza aik garam tar aur farhat bakhash phal hai. Yarqan, Jalander, Pathri aur kabz ko door karta hai. Ruke howe peshab ko kholta hai.

Paseena lata hai. Aurat ka doodh barh'hata hai. Kharbooza ka zayda istemal garmi karta hai. Es ke beej thande hote hain.

En ka tail bhi nikala jata hai. Jise doodh mein mila kar pete hain. Es mein ghezait hoti hai. Jalan aur peshab ke ruk jane mein buhat mufeed hai.

Popular posts from this blog

Claim insurance For Car

Real Lawyer Reacts to Dhar Mann

Paan Khane Ke Fayde Aur Nuksan - Betel Leaf Benefits in Urdu/Hindi