Japani Phal Ke Faide - Persimmon Benefits in Urdu/Hindi

Japani Phal (Persimmon) Ke Fawaid

persimmon benefits in urdu hindi
persimmon benefits in urdu
< ="font-family: Verdana, sans-serif;">Wadi kalr mein japani phal sab se pehle 1920 mein kasht kea gya. Ye 3 hazar se 5 hazar foot ki bulandi par kashat kea jata hai.

Ye sab se zayda Japan mein kashat hota hai aur ab mantaka mutdala ke ilaqon mein bhi kashat hota hai.

Mutdal elake ka phal hai. Nehri elake aur daman kooh mein kashat hota hai. martoob aur sakhat sard elakon mein peda hone ke amkanaat buhat kam hain.

Pani ke behter nikas wali aur gehri zarkhaiz zameen es phal ki khashat ke lye mozon samji jati hai. Zayda chikni zameen mein peda nahin hota.

October mein phal pak jata hai. Yeh aik sherein phal hai. Es mein se nakhushgawar c boo ati hai.

Es ke ajza mein raakh nishasta, lahmi madah aur hayateen ki wager mikdar mojod hoti hai.