Angoor Ke Fawaid - Grapes Benefits in Urdu/Hindi

Grapes Benefits in Urdu/Hindi (Angoor Ke Faide)


Grapes benefits in urdu hindi
Grapes benefits in urdu
Angoor buhat metha aur khush-zayka phal hai. Yeh mosam garma ke akhri dino mein paya jata hai aur khoob shok se khaya jata hai.

Angoor ki kaye aksam hain jin mein chamni, bastani, bedana, movi, sunder-khani zayda mash'hor hain.

En tamam kismon ki rangat, jisamat aur lazat juda juda hai. Angoor mein vitamin C, Magnesium, Sodium, Vitamin B, vitamin C, Boiteen, Iron, Carbohydrates, Glucose, Frotoz ke ajza mukhtlif mikdar mein paye jate hian.

Angoor Ke Tebi Khawas Aur Elaj:

Ye phal intehaye nadir aur bemisal asraat ka hamil hai aur sehato-tawanaye  aur farhato-enbasaat dene ke lehaz se aik anokha aur pur-kashish phal hai.

Angoor ki 3 buniadi khasosiat aesi hain keh sawaye anar ke, dosre phalon mein es ki misal nahin milti.

Es ki 3 alaa tareen khasosiat yeh hain.