Ananas Ke Faide - Pineapple Health Benefits in Urdu/Hindi

Ananas (Pineapple) Ke Fawaid

pineapple benefits in urdu hindi
pineapple benefits in urdu
Ananas Mantka-Hara aur Mashraqi Bangal ka phal hai. Keurey ke podon ki tarah es ka poda bhi khushbodar hota hai.

Es mein pani, shaker, folad aur vitamin C wafer mikdar mein hote hain.

Ananas Ke Tebi Khawas Aur Elaj:

Baz es ka mizaj garam tar batatey hain baz sard tar. Magar zayda tar yeh sard mizaj hai. Sehat bakhash phal hai.

Dilo damag ko takwiat deta hai.
Payas khatam karta hai.
Khafkaan, garmi ke lye akseer hai.
Duble patle insano ko mota karta hai. Jisam mein takat lata hai.
Es ka sharbat bhi dilo damag ke lye behad mufeed hai.
Zaaf Qalb aur zaaf baah wale ashkhaas eska istemal karain to es ki shikayt door ho jati hai.