Aam Kay Fawayd - Mango Benefits in Urdu

Aam Kay Fawayd

Mango Benefits in Urdu
Aam Kay Fawayd
Mahreen ki tahqiqat kay mutabik aam tamam phalon mein sab sey zayda khasosiat ka hamil hai.

Es mein mojod vitamins khas toor par vitamin A aur vitamin C ki miqdar tamam phalon sey zayda hoti hai.



< Aam Mein Shamil Gizayee Ajza (Mango Profile):

Aik cup mango mein kitne vitamins aur dosaray gizayee ajza hon gay.


  1. Fat 0.5 grams
  2. Calories 100
  3. Sugar 24 gram
  4. Fiber 3 gram 
  5. Protein 1 gram
  6. Vitamin C 100%
  7. Vitamin B-6 10%
  8. Vitamin A 35%
  9.  Folate 20%
  10. Potassium 8%
  11. Vitamin K 8%

Es kay ilawa aam mein copper, calcium aur iron bhi paya jata hai jo hamari daily diet ki kami ko pora karte hain.


Aam Kay Pregnancy Mein Fawayd (Mango Benefits in Pregnancy in Urdu):

Mango Benefits in Pregnancy in Urdu
Aam Kay Pregnancy Mein Faiday