Amla Ke Faiday - Amla Health Benefits in Urdu

Amla (Myrobalan) Ke Fawaid:

Urdu adab ka mash'hoor mahawara hai keh amlay ka khaya aur barhon ka kaha baad mein pata chalta hai.

Amla Benefits in Urdu Amla Kay Fawaid
Yaani es ki tasdeeq bad mein hoti hai. Amla wo mash'hoor phal hai jo adwiyaat mein zayda estemal hota hai.